merekhawab

Friday, May 06, 2011

Aa jao avi pe

priye aa jao ees avni pe

mere aankho ko karne supt-sthir

chanchal jitne bhi rahte hai

unn saare bhaaon ko karne mrit-asim

jo bahta hai taral ho kar , palko par

aa kar eek baar chuu lo bin sansai.

ki ho raha mere saanso ka sanslesan , main gati-chakit

bas do swans bharun, kar do aisa mere taarak par kuch nutan

Nisa, sunyata ka apalak prayai

khoj raha khud ko ban nirih

aise hue mausam mai

priye aa jao ees avni pe